We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Mernā

by Nivid

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $2.05 USD  or more

     

1.
Galti ho gayee tujhse Jo tuh is dharti par paida hua Yeh to hai zameen mere purkhon ki Mere khuda ki Yahan jeeyenge hum Marenge hum Rehta tha yahan mera bhagwaan Ab joh tuh yahan aa hi gaya hai Jeeyga tuh meri hi marzi se Khayega woh jo meri hi marzi hai Rahega wahan jahan meri marzi Tuh ja yahan se mujhe teri na zarurat hai Maro Saale ko Na yeh desh tera Hai yeh bhesh mera Maqsad mera Khaatma tera Tuh ja yahan se mujhe teri na zarurat hai Maro Saale ko Na yeh desh tera Hai yeh bhesh mera Maqsad mera Khaatma tera Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan Hai yeh Hindusitaan
2.
3.
Hun main yahan pe paida hua yeh meri pehchaan Saamne khada hai yeh kaun hai shaitaan Le jao isko kyunki hai na yahan samvidhaan Baap ka hai raaj na kar tuh mujhe pareshaan Koshish hai meri bana dunga tujhko main haiwaan Dehshat hai teri duniya hai meri pareshaan Jeet lenge yeh duniya na rahega tuh Honge sirf hum Khuda se puch kyun Chal mere yaar chal ab kare hum rab ka kaam Khaatma inka hai hamari pehchaan Fir kyun na mar jaaye yeh Hai yahan pe humse kum Thok do inko jao chod do tum inpe bumb Hai yeh ek rashtravaad Hun main ek rashtravaadi Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Hai yeh ek rashtravaad Hun main ek rashtravaadi Yahan par paida hua Yahan mera adhikar Ja padh le itihaas Milegi meri sarkaar Jo bhi hai karna ja karle ghere ke us paar Taan ke seena ab bolenge aaj ka samachaar Chal mere yaar chal ab kare ab rab ka kaam Khaatma inka hai hamari pehchaan Fir kyun na mar jaaye yeh Hai yahan pe humse kum Thok do inko jao chod do tum inpe bumb Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Koshish hai meri bana dunga tujhko main haiwaan Dehshat hai teri duniya hai meri pareshaan Jeet lenge yeh duniya na rahega tuh Honge sirf hum Khuda se puch kyun Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko Nyay, azaadi baraabari biradari Na Milegi tujhko, milegi tujhko
4.
Chalo aa jao saare Ab hum jo saare kathe ho gaye hai Lenge hum cheen Cheen se leke is dharti ki seema tak Ugti afeem Dharti hai hai hamari maa Isko kar denge hum saaf Ban ja tuh bhi iska bhakt Honge tere sau khoon maaf Chalo chalo ab sab chalein Maqsad jo hamare paas Maze hamare isme hi hain Ke hum dhunde kaun hai khaas Dekhi na yeh duniya saari Fir bhi karte ispe raaj Na dekh palat ke peeche apne Samay aa gaya kitna paas Samay aa gaya kitna paas Samay aa gaya kitna paas Samay aa gaya kitna paas Samay aa gaya kitna paas Tu ja ja ja ja ja ja ja ja ja Tu ja ja ja ja ja ja ja ja ja Jo ab darshan ho gaye hain tere Yeh jeevan hai faad Isme na koi shanka hai Pahunchunga tere dwaar Jo ab darshan ho gaye hain tere Yeh jeevan hai faad Isme na koi shanka hai Pahunchunga tere dwaar Jo ab darshan ho gaye hain tere Yeh jeevan hai faad Isme na koi shanka hai Pahunchunga tere dwaar Jo ab darshan ho gaye hain tere Yeh jeevan hai faad Isme na koi shanka hai Pahunchunga tere dwaar Chal ab haath utha ke karle upar Ek hai daaye Ek hai baaye Ek hai Ban gaye ab apni fauj Karegi duniya pe mauj Baap ka hai jo sar pe haath milega ma ko insaaf Ab kis baat se darna tujhko Is jagat ke hum hain raja Na dekh palat ke peeche apne Samay aa gaya kitna paas Samay aa gaya kitna paas Samay aa gaya kitna paas Samay aa gaya kitna paas Samay aa gaya kitna paas Tu ja ja ja ja ja ja ja ja ja Tu ja ja ja ja ja ja ja ja ja Jo ab darshan ho gaye hain tere Yeh jeevan hai faad Isme na koi shanka hai Pahunchunga tere dwaar Jo ab darshan ho gaye hain tere Yeh jeevan hai faad Isme na koi shanka hai Pahunchunga tere dwaar Ab aa gaya hun main
5.
6.
Hun main ab shakti shaali Hun main duniya pe bhaari Mujhme na koi avgun Kar dunga dharti nyaari Hum sab hain shakti shaali Hum sab duniya pe bhaari Hum main na koi avgun Kar denge dharti nyaari Is duniya ka main rakshak Ban jaunga main bhakshak Mujhme na koi avgun Kar dunga dharti nyaari Is duniya ke hum rakshak Ban jayenge hum bhakshak Humme na koi avgun Kar denge dharti nyaari Saath main girdhaari Dharam ka main pujaari Dharam se paida hui hai yeh saari duniyadari Saath main girdhaari Dharam ka main pujaari Dharam se paida hui hai yeh saari duniyadari Ab jo hai maine thaani Dabadunga main vaani Is duniya ka jo praani Hai maine uski maari Ab jo hai humne thaani Dabadenge hum vaani Is duniya ka jo praani Hai humne uski maari Na mujhme koi avgun Kardi yeh dharti nyaari Milke ab sab nar naari Banenge hindustani Na humme koi avgun Kardi yeh dharti nyaari Milke ab sab nar naari Banenge hindustaani Saath main girdhaari Dharam ka main pujaari Dharam se paida hui hai yeh saari duniyadari Saath main girdhaari Dharam ka main pujaari Dharam se paida hui hai yeh saari duniyadari Saath main girdhaari Dharam ka main pujaari Dharam se paida hui hai yeh saari duniyadari Saath main girdhaari Dharam ka main pujaari Dharam se paida hui hai yeh saari duniyadari Tum sab pe hum main haavi Jeet li maine baazi Ban gaya main sansakari Ban gaya main sansakari Saath main girdhaari Dharam ki humne maari Dharam se paida hui hai yeh saari duniyadari Saath main girdhaari Dharam ka main pujaari Dharam se paida hui hai yeh saari duniyadari Saath main girdhaari Dharam ki humne maari Dharam se paida hui hai yeh saari duniyadari Saath main girdhaari Dharam ka main pujaari Ban gaya mai sanskaari Ban gaya mai sanskaari Ban gaya mai sanskaari Ban gaya mai sanskaari Ban gaya mai sanskaari Ban gaya mai sanskaari Ban gaya mai sanskaari Ban gaya mai sanskaari Ban gaya mai sanskaari Ban gaya mai sanskaari Ban gaya mai sanskaari
7.
8.
Mazhab 03:25
Hun main yahan pe janma Hai woh yahan pe janma Hai ek saath dekhi duniya Toh fir kyun hain yeh faasla Yeh toh hai teri di gayee shiksha Nahin main naam na le raha rab ka Haan jab se hun main yahan mein janma Hai pagal mujhko tune kar diya Mere purvajo ki zindagi tabah hui Darte darte unki katha yahan samapt hui Aaj bhi teri sharan hai dhundte yeh Asia atyachar sehte na samjhte yeh Mere purvajo ki zindagi tabah hui Darte darte unki katha yahan samapt hui Aaj bhi teri sharan hai dhundte yeh Asia atyachar sehte na samjhte yeh Dharam hai afeem Dharam hai afeem Dharam hai afeem Dharam hai afeem Dharam hai afeem Dharam hai afeem Dharam hai afeem Dharam hai afeem Dharam hai afeem Mazahab ke naam pe mujhko tuh baanta raha hai Mazahab ke naam pe mujhko tuh baanta raha hai (CONT.) TUJHE NIGHAL RAHA (CONT.)

about

Mernā is Nivid's first album and the second overall release

Mernā presents an alternate universe inhabited by Agent 2344, a Hindu recruited by religious zealots to spread chaos and marginalise the ‘immoral’ citizens, only to find him questioning his choices and fearing for his soul.

credits

released November 15, 2019

Written, Composed, Programmed and Produced by Aditya Virmani at Barren Sound

Mastered by Justin Weis at Trakworx Mastering, San Francisco, CA, USA

Photography by Nudo Films

Typography by Nihar Apte

license

all rights reserved

tags

about

Nivid Gurugram, India

Nivid is an alt-electro-rock band, with provocative and theatrical narratives, written in Hindi, based upon reflections of the self, society, and civilization.

contact / help

Contact Nivid

Streaming and
Download help

Redeem code

Report this album or account

If you like Nivid, you may also like: